SONG: Piya Mai To Huyi Bawari - पिया मैं तो हुई बावरी

Piya Mai To Huyi Bawari - पिया मैं तो हुई बावरी

LYRICS:
piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari ankhiya tori hai jadu bhari piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari piya mai to hui re bawari hui re piya mai to hui re bawari hui re more naram kalejva me chubh gayi sui re haye hui re bawari hui re bhayi man ko surat teri sawari re sawari mai to hui re bawari hui re bawari bawari bawari piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari dil ki lagi mori jani na tumne tadpe re mora jiya dil ki lagi mori jani na tumne tadpe re mora jiya laz ki mari mai kuch na boli aankho ne sab kah diya laz ki mari mai kuch na boli aankho ne sab kah diya teri boli ada pe piya mai mari re mai mari mai to hui re bawari hui re bawari bawari bawari piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari rut aayi re pyar ki aayi re rut aayi re pyar ki aayi re chahu or jawani chhai re chhai re rut aayi re pyar ki aayi re mere man me baze hai mithi bansuri re bansuri mai to hui re bawari hui re bawari bawari bawari piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari ankhiya tori hai jadu bhari piya mai to hui bawari piya mai to hui bawari