SONG: Piya Ki Nagariya Saj Ke Gori Jaaye Re - पिया की नगरिया सज के गोरी जाये रे

Piya Ki Nagariya Saj Ke Gori Jaaye Re - पिया की नगरिया सज के गोरी जाये रे

LYRICS:
piya ki nagariya saj ke gori jaye re piya ki nagariya saj ke gori jaye re naihar ki yad dil se bisraye re piya ki nagariya saj ke bachpan ka sathi chuta tute pal me sapne dekho paraye hue kal the jo apne biti bate jane kahe yad aaye re piya ki nagariya saj ke gori jaye re piya ki nagariya saj ke barsat naina jaise barse re sawan tan man me holi jale haye bin fagun bagiya se bichad ke mali kaha jaye re piya ki nagariya saj ke gori jaye re piya ki nagariya saj ke