SONG: Piya Jo Bulaye Toh Kahu Main Ji O Ji - पिया जो बुलाये तो कहूँ मैं जी ओ जी

Piya Jo Bulaye Toh Kahu Main Ji O Ji - पिया जो बुलाये तो कहूँ मैं जी ओ जी

LYRICS:
o ji o ji, o ji o ji piya jo bulaye to kahu mai jiyo ji jine na degi ye dil ki lagi haye piya jo bulaye to kahu mai jiyo ji jine na degi ye dil ki lagi aaya karo kabhi kabhi meri gali aaya karo kabhi kabhi meri gali milke udayenge zamane ki hansi milke udayenge zamane ki hansi haye jine na degi ye dil ki lagi piya jo bulaye to kahu mai jiyo ji jine na degi ye dil ki lagi teri meri, meri teri aankh jo ladi pahli nazar mere dil me basi teri meri, meri teri aankh jo ladi arey pahli nazar mere dil me basi jaldi bata ghar ka pata hunhu jaldi bata mujhe ghar ka pata haye jine na degi ye dil ki lagi piya jo bulaye to kahu mai jiyo ji jine na degi ye dil ki lagi o kali kali ghat ne kaha ye pukar ke o kali kali ghat ne kaha ye pukar ke ghadi ghadi aayenge n adin ye bahar ke ghadi ghadi aayenge na din ye bahar ke jhum jhum gayi mere dil ki kali jhum jhum gayi mere dil ki kali haye jine na degi ye dil ki lagi piya jo bulaye to kahu mai jiyo ji jine na degi ye dil ki lagi piya jo bulaye to kahu mai jiyo ji jine na degi ye dil ki lagi haye piya jo bulaye to kahu mai jiyo ji jine na degi ye dil ki lagi