SONG: Piya Jab Se Liya Tune Hatho Me Hath - पिया जबसे लिया तुने हाथों में हाथ

Piya Jab Se Liya Tune Hatho Me Hath - पिया जबसे लिया तुने हाथों में हाथ

LYRICS:
piya jabse liya tune hatho me hath meri aankho me firne lagi hai barat mere kano me sahnayi bajne lagi mere kano me sahnayi bajne lagi dil dhadakne laga doli sajne lagi chal padi jaise apne piya ji ke sath meri aankho me firne lagi hai barat aaaaaaaaaaaaaa ooooo hoye tujhse badhkar nahi koi sansar me ho ji ho tujhse badhkar nahi koi sansar me paa liya maine sab kuch tere pyar me har kadam pe hai manjil agar tu hai sath meri aankho me firne lagi hai barat teri palko ki chaiya me mai kho gayi ho ji ho teri palko ki chaiya me mai kho gayi aaj tan man se saiya teri ho gayi maino sapno me kah di hai kuch aisi bat meri aankho me firne lagi hai barat piya jabse liya tune hatho me hath meri aankho me firne lagi hai barat