SONG: Piya Agar Abhi Na To Na Fir Kabhi Na - पिया अगर अभी ना तो फिर कभी ना

Piya Agar Abhi Na To Na Fir Kabhi Na - पिया अगर अभी ना तो फिर कभी ना

LYRICS:
ha dekho na ha mai bhi to ha yahi kahti hu piya agar abhi na to phir kabhi na piya agar abhi na to phir kabhi na ye nashili ye rangili rat nahi phir aane wali aa haye aa haye aa haye aa haye agar abhi na to phir kabhi na piya agar abhi na to phir kabhi na ye nashili ye rangili rat nahi phir aane wali aa haye aa haye aa haye aa haye agar abhi na to phir kabhi na piya agar abhi na to phir kabhi na ek do pal ko mere siva ye duniya kya hai tu bhul ja ek do pal ko mere siva ye duniya kya hai tu bhul ja mahaki angdai bhi hai aur tanhai bhi hai hath me lekar hath humara bat bhi hai samjhane wali aa haye aa haye aa haye aa haye agar abhi na to phir kabhi na piya agar abhi na to phir kabhi na hasrat jo tere dil me hai wo hi mere galo ke til me hai hasrat jo tere dil me hai wo hi mere galo ke til me hai nasha aisa kyu hai mujhe aa samjhau tujhe maan sake to maan bhi ja phir mai nahi samjhane wali aa haye aa haye aa haye aa haye agar abhi na to phir kabhi na piya agar abhi na to phir kabhi na khul kheli hai meri ada aise me tujhse parda bhi kya khul kheli hai meri ada aise me tujhse parda bhi kya ruk ruk dhadkan kyu chale chup chup dil kyu jale aaj ke shola hath se tere mai to hu bhadkane wali aa haye aa haye aa haye aa haye agar abhi na to phir kabhi na piya agar abhi na to phir kabhi na ye nashili ye rangili rat nahi phir aane wali aa haye aa haye aa haye aa haye agar abhi na to phir kabhi na piya agar abhi na to phir kabhi na