SONG: Pitu Maatu Sahaayaka Svaami Sakhaa - पितु मातु

Pitu Maatu Sahaayaka Svaami Sakhaa - पितु मातु

LYRICS:
pitu matu pitu matu sahayak swami sakha tum hi ek nath humare ho pitu matu sahayak swami sakha tum hi ek nath humare ho jin ke kachhu aur aadhar nahi un ke tum hi rakhware ho pitu matu sahayak swami sakha tum hi ek nath humare ho sab bhanti sada sukh dayak ho dukh durdam nashan hare ho pratipal karo pratipal karo sagre jag ko atishay karuna gun dhare ho pitu matu sahayak swami sakha tum hi ek nath humare ho shubh shanti niketan prem niket man mandir ke ujiyare ho is jivan ke tum jivan ho in pranan ke tum pyare ho in pranan ke tum pyare ho tum to prabhu paye pratap hari kahiye ke ab aur sahare ho pitu matu sahayak swami sakha tum hi ek nath humare ho pitu matu sahayak swami sakha