SONG: Pite Pite Kabhee Kabhee Yu Jam Badal Jate Hai - पीते पीते कभी कभी यूँ जाम बदल जाते है

Pite Pite Kabhee Kabhee Yu Jam Badal Jate Hai - पीते पीते कभी कभी यूँ जाम बदल जाते है

LYRICS:
pite pite kabhi kabhi yu jam badal jate hai pite pite kabhi kabhi yu jam badal jate hai jam badal jate hai, jam badal jate hai are kam badal jate hai logo ke nam badal jate hai logo ke nam badal jate hai pite pite kabhi kabhi yu jam badal jate hai ye parwana ae shama mahman hai ek rat kaa ye parwana ae shama mahman hai ek rat kaa dil ki bate chhed du agar hai bas ek bat kaa yaha se waha tak jane mein, waha se yaha tak aane mein log ye kehte hai ji, log ye kehte hai jee band liphape mein bhi dil ke paigam badal jate hai pite pite pite pite kabhi kabhi yu jam badal jate hai do rukh har tasvir ke haira hu main dekh ke do rukh har tasvir ke haira hu main dekh ke hai ek chehara aur bhi chehare pe har ek ke najar ko najar jo aata hai, farebi najar kehlata hai nind ke ek jhonke se, nind ke ek jhonke se aankh ke ek dhokhe se ram aur sham badal jate hai pite pite kabhi kabhi yu jam badal jate hai pite pite kabhi kabhi yu jam badal jate hai pite pite kabhi kabhi yu jam badal jate hai