SONG: Piparaa Ke Patavaa Sarikhe Dole Manavaa - पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा

Piparaa Ke Patavaa Sarikhe Dole Manavaa - पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा

LYRICS:
pipra ke patvaa sarikhe dole manva ki jiyara ma uthat hilor arey purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva ki chal aaj desvaa ki or pipra ke patvaa sarikhe dole manva ki jiyara ma uthat hilor purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva ki chal aaj desvaa ki or pipra ke patvaa sarikhe dole manva ki jiyara ma uthat hilor purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva ki chal aaj desvaa ki or jhuki jhuki bole kare kare ye badarva jhuki jhuki bole kare kare ye badarva kabse pukare tohe naino ka kajarva umad ghumad jab garje badariya re thumak thumak nache mor purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva ki chal aaj desvaa ki or simit simit bole lambi ye dagariya simit simit bole lambi ye dagariya jaldi jaldi chal rahi apni nagariya rahiya takat birahaniya dulhaniya re bandh ke laganiya ki dor purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva ki chal aaj desvaa ki or