SONG: Pipal Ki Chhanv Tale Main Bhi Milun Tu Bhi Mile - ज़ो : पीपल की छँव तले मैं भी मिलूँ तू भी मिले

Pipal Ki Chhanv Tale Main Bhi Milun Tu Bhi Mile - ज़ो : पीपल की छँव तले मैं भी मिलूँ तू भी मिले

LYRICS:
Peepal ki chhanv taley Main bhi miloon tu bhi miley Ankhen hon char Main hoon tu ho aur koi na ho Manzoor tumhen manzoor Phoolon ko tod tod Palkon mein jod jod Pehnaun har Main hoon tu ho aur koi na ho Manzoor tumhen manzoor Preet laga ke ae ae ae ae Preet laga ke hamen na bhulana Hamen na bhulana Preet laga ke ae ae ae Preet laga ke hamen na bhulana Hamen na bhulana Nainon se na nain churana Nainon se na nain churana ana Ake phir na jana Han an an ana Ake phir na jana Chand chhupe tu na chhupe Deep bujhe tu na bujhe Tann mann duvar Main hoon tu ho aur koi na ho Manzoor tumhen manzoor Peepal ki chhanv taley Main bhi miloon tu bhi miley Ankhen hon char Main hoon tu ho aur koi na ho Manzoor tumhen manzoor Jhool raha hai ae ae ae Jhool raha hai lehron ka bichhona Lehron ka bichhona Jhool raha hai ae ae ae Jhool raha hai lehron ka bichhona Lehron ka bichhona Soye mera chand salona Soye mera chand salona Sapnon ka ake jagana Han an an Sapnon ka ake jagana Main bhi hansoon tu bhi hanse Jeevan ka tar baje jeevan ke tar Main hoon tu ho aur koi na ho Manzoor tumhen manzoor Peepal ki chhanv taley Main bhi miloon tu bhi miley Ankhen hon char Main hoon tu ho aur koi na ho.