SONG: Pi Ke Ghar Aaj Pyaari Dulhaniya Chali - पी के घर आज प्यारी दुल्हनिया चली

Pi Ke Ghar Aaj Pyaari Dulhaniya Chali - पी के घर आज प्यारी दुल्हनिया चली

LYRICS:
pi ke ghar aaj pyari dulhaniya chali pi ke ghar aaj pyari dulhaniya chali roye maata pita unki duniya chali roye maata pita unki duniya chali roye maata pita unki duniya chali pi ke ghar aaj pyari dulhaniya chali bhaiya bahna ke dil ko lagi thes re bhaiya bahna ke dil ko lagi thes re meri qismat me jana tha pardes re meri qismat me jana tha pardes re chhod kar apne baabul ka aangan chali chhod kar apne baabul ka aangan chali pi ke ghar aaj pyari dulhaniya chali maiya baba ne sukh mohe saare diye maiya baba ne sukh mohe saare diye more gaune me chand aur sitare diye more gaune me chand aur sitare diye saath le kar mai sara gaganwa chali saath le kar mai sara gaganwa chali pi ke ghar aaj pyari dulhaniya chali koi gun dhang na mujh me koi baat hai koi gun dhang na mujh me koi baat hai mori chudiyo ki laaj ab tore hath hai mori chudiyo ki laaj ab tore hath hai tore sang mai jivan bhar ko sajana chali tore sang mai jivan bhar ko sajana chali pi ke ghar aaj pyari dulhaniya chali