SONG: Phulon Se Mukhade Vaali - फूलो से मुखड़े वाली

Phulon Se Mukhade Vaali - फूलो से मुखड़े वाली

LYRICS:
phulo se mukhade vali nikali hai ek matavali gulshan ki karne sair khudaya khair gulshan ki karne sair khudaya khair le tham le meri bahe unchi nichi hai rahe kahi phisal na jae pair khudaya khair gulshan ki karne sair khudaya khair kya haal nazro ka hoga kya rang baharo ka hoga ye husn agar muskaya to ye husn agar muskaya to kya ishq ke maro ka hoga ho hay hay matavale nain hai aise talab me yaar ho jaise do phul rahe ho tair khudaya khair gulshan ki karne sair khudaya khair har ek ada mastani hai ye apne vaqt ki rani hai jo pehli bar suni maine jo pehli bar suni maine ye vo rangin kahani hai ho ho ho maujo ki tarah chalti hai shabhnam se ye jalti hai kaliyo se bhi hai bair khudaya khair gulshan ki karne sair khudaya khair phulo se mukhade vali nikali hai ek matavali gulshan ki karne sair khudaya khair ho kahi phisal na jae pair khudaya khair