SONG: Phulo Se Kar Lun Naina Char Unke Pyar Ke Liye - फूलों से कर लूँ नैना चार उनके प्यार के लिए

Phulo Se Kar Lun Naina Char Unke Pyar Ke Liye - फूलों से कर लूँ नैना चार उनके प्यार के लिए

LYRICS:
phulo se kar lu naina char ho o phulo se kar lu naina char unke pyar ke liye unke pyar ke liye kanto se khelu bar bar o ho kanto se khelu bar bar unke pyar ke liye unke pyar ke liye jabse wo man me aaye bani hu jogniya mai bani hu jogniya jabse wo man me aaye bani hu jogniya mai bani hu jogniya sapne kahte hai ek din banugi dulhaniya mai banugi dulhaniya chhod dungi sab sansar o ho chhod dungi sab sansar unke pyar ke liye unke pyar ke liye phulo se kar lu naina char unke pyar ke liye unke pyar ke liye chun chun kaliyan sez bichhaungi mai sez bichhaungi chun chun kaliyan sez bichhaungi mai sez bichhaungi phulo ke sang sang gunth jaungi mai gunth jaungi banugi gavake har o ho banugi gavake har unke pyar ke liye unke pyar ke liye phulo se kar lu naina char ho o phulo se kar lu naina char unke pyar ke liye unke pyar ke liye kanto se khelu bar bar o ho kanto se khelu bar bar unke pyar ke liye unke pyar ke liye