SONG: Phoolo Se Dosti Hai, Kanto Se Yaari - फूलों से दोस्ती है, काँटों से यारी है

Phoolo Se Dosti Hai, Kanto Se Yaari - फूलों से दोस्ती है, काँटों से यारी है

LYRICS:
phulo se dosti hai kanto se yari hai aise maje ki hoye aise maje ki pyare jindagi hamari hai phulo se dosti hai kanto se yari hai aise maje ki pyare jindagi hamari hai samjha khushi to khushi gum ko na gum maut ke bhi nam se na ghabraye hum samjha khushi to khushi gum ko na gum maut ke bhi nam se na ghabraye hum kasti sada hi majhdar me utari hai aise maje ki hoye aise maje ki pyare jindagi hamari hai phulo se dosti hai kanto se yari hai aise maje ki pyare jindagi hamari hai chahe jamin ho ya ho aasman thokar me apni hai dono jahan chahe jamin ho ya ho aasman thokar me apni hai dono jahan jitni gujari shan se gujari hai aise maje ki hoye aise maje ki pyare jindagi hamari hai phulo se dosti hai kanto se yari hai aise maje ki pyare jindagi hamari hai apni khatao pe bhi naj hai juda sari dunia se andaz hai apni khatao pe bhi naj hai juda sari dunia se andaz hai pi bhi nahi hai or phir bhi khumari hai aise maje ki hoye aise maje ki pyare jindagi hamari hai phulo se dosti hai kanto se yari hai aise maje ki pyare jindagi hamari hai