SONG: Phir Wohi Dard Hai, Phir Wohi Jiger - फिर वही दर्द हैं, फिर वही जिगर

Phir Wohi Dard Hai, Phir Wohi Jiger - फिर वही दर्द हैं, फिर वही जिगर

LYRICS:
phir wahi dard hain phir wahi jigar phir wahi raat hain phir wahi hain dar hum samjhe gham kar gaya safar dwar dil ka khul gaya hathi nikal gaya dum rah gayi magar phir wahi dard hain phir wahi jigar phir wahi raat hain phir wahi hain dar hum samjhe gham kar gaya safar dwar dil ka khul gaya hathi nikal gaya dum rah gayi magar hum to samjhe dushmano ka hath kat gaya do dilo ke bich se pahad hat gaya hum to samjhe dushmano ka hath kat gaya do dilo ke bich se pahad hat gaya gham ke bhari din gujar gaye dwar dil ka khul gaya hathi nikal gaya dum rah gayi magar phir wahi dard hain phir wahi jigar phir wahi raat hain phir wahi hain dar tu dulhan banegi aur chhedgi ragini tu dulhan banegi aur chhedgi ragini aayi pyar ke madhur milan ki chandni tu dulhan banegi aur chhedgi ragini aayi pyar ke madhur milan ki chandni lekin thodi rah gayi kasar dwar dil ka khul gaya hathi nikal gaya dum rah gayi magar phir wahi dard hain phir wahi jigar phir wahi raat hain phir wahi hain dar maine chaha bhul jau kyu rahu kharab par tera ye husn jaise daal me gulaab maine chaha bhul jau kyu rahu kharab par tera ye husn jaise daal me gulaab thoda thoda hain wahi asar dwar dil ka khul gaya hathi nikal gaya dum rah gayi magar phir wahi dard hain phir wahi jigar phir wahi raat hain phir wahi hain dar hum samjhe gham kar gaya safar dwar dil ka khul gaya hathi nikal gaya dum rah gayi magar