SONG: Phir Wahi Chand Wahi Ham - फिर वही चाँद वही हम वही तन्हाई है

Phir Wahi Chand Wahi Ham - फिर वही चाँद वही हम वही तन्हाई है

LYRICS:
phir wahi chand wahi ham wahi tanhayi hai phir wahi chand wahi ham wahi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wahi chand wahi ham wahi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wahi chand dur duniya se kahi bhigi huyi raato me dur duniya se kahi bhigi huyi raato me do mohabbat bhare dil gum hain hasin baato me do mohabbat bhare dil gum hain hasin baato me dil me jo baat hai aankho me chali aayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wahi chand yeh samundar kaa kinara, hai yeh khamoshi kaa sama yeh samundar kaa kinara, hai yeh khamoshi kaa sama yeh ik khab mohabbat kaa ik khab mohabbat kaa hai iss waqt jawan naa koyi dar hai jamane kaa naa ruswayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wahi chand, wahi ham, wahi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wahi chand