SONG: Phir To Kaho Ek Baar - फिर तो कहो एक बार

Phir To Kaho Ek Baar - फिर तो कहो एक बार

LYRICS:
mohabbat ga rahi hai har taraf bajti hai shahnaai mere dil ki tamnna aap ke hontho pe kyu aai sajanva fir to kaho ek baar balamva fir to kaho ek baar sajanva dil ko hai dil se pyaar tumhare mai nisaar sajanva fir to kaho ek baar balamva fir to kaho ek baar sajanva dil ko hai dil se pyaar chubh gayi dil me baate tumhari dil to gaya ab ja ki hai baari dil to gaya ab ja ki hai baari jaan bhi denge vaar sajanva fir to kaho ek baar balamva fir to kaho ek baar sajanva dil ko hai dil se pyaar ab na uthenge is mahfil se humne to wada kar diya dil se humne to wada kar diya dil se tum bhi karo ikraar sajanva fir to kaho ek baar balamva fir to kaho ek baar sajanva dil ko hai dil se pyaar tumhare mai nisaar sajanva fir to kaho ek baar balamva fir to kaho ek baar sajanva dil ko hai dil se pyaar