SONG: Phir Kisi Rahaguzar Par Shaayad - करूँ ना याद मगर किस तरह भुलाऊ उसे

Phir Kisi Rahaguzar Par Shaayad - करूँ ना याद मगर किस तरह भुलाऊ उसे

LYRICS:
karu na yaad magar kis tarah bhulaau use gazal bahana karu or gungunaau use karu na yaad magar kis tarah bhulaau use gazal bahana karu or gungunaau use wo khar khaar hai shakhe gulaab ki maanind mai jhkm jhakm hu fir bhi gle lagau use fir kisi fir kisi rahguzar par shaayad phir kisi rahaguzar par shaayad ham kabhi mil sake magar shaayad phir kisi rahaguzar par phir kisi rahaguzar par shaayad ham kabhi mil sake magar shaayad phir kisi rahaguzar par shaayad jindagi bhar lahu rulaayegi jindagi bhar lahu rulaayegi yaade yaarane bekhabar shayad phir kisi rahaguzar par shaayad jinke hum mumtazir rahe unko jinke hum jinke hum mumtazir rahe unko jinke hum mumtazir rahe unko mil gaye aur hamasafar shaayad phir kisi rahaguzar par shaayad ajanabiyat ki dhundh chat jaaye ajanabiyat ki dhundh chat jaaye chamak uthe teri nazar shaayad phir kisi rahaguzar par shaayad jaan pehchaan se bhi kya hoga jaan pehchaan se bhi kya hoga jaan pehchaan se bhi kya hoga jaan pehchaan se bhi kya hoga phir bhi aye dost gaur kar shaayad phir kisi rahaguzar par shaayad jo bhi bichhde hai jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz phir bhi tu intzaar kar shaayad phir kisi rahaguzar par shaayad ham kabhi mil sake magar shaayad phir kisi rahguzar par shaayad shaayad shaayad