SONG: Phir Chedne Aayi Hai Kali Badariya - (फिर छेड़ने आई है वो कालि बदरिया)-२

Phir Chedne Aayi Hai Kali Badariya - (फिर छेड़ने आई है वो कालि बदरिया)-२

LYRICS:
phir chhedne aayi hai wo kaali badariya phir chhedne aayi hai wo kaali badariya ab tum hi kaho haan ab tum hi kaho kaise mai sambhlun sawariya phir chhedne aayi hai wo kaali badariya phir chhedne aayi hai daman mei badariya ke hai sawan ki ghataye daman mein badariya ke hai sawan ki ghataye khamosh zabani me jo ye tujhko sunaaye khamosh zabani me jo ye tujhko sunaye aey ruthhe huye aey ruthe huye sabr ki chhalki hai gagariya phir chhedne aayi hai wo kaali badariya phir chhedne aayi hai is rut me jo ruthhe wo kabhi chain na paye is rut me jo ruthhe wo kabhi chain na paye sawan kabhi jeewan me phir uske na aaye sawan kabhi jeewan me phir uske na aaye lag jaye use o lag jaye use kali badariya ki nazariya phir chhedne aayi hai wo kaali badariya phir chhedne aayi hai