SONG: Pehli Hi Pehchan Me Naina Naino Ke Mehman Bane - पहली ही पहचान में नैना नैनों के मेहमान बने

Pehli Hi Pehchan Me Naina Naino Ke Mehman Bane - पहली ही पहचान में नैना नैनों के मेहमान बने

LYRICS:
pehli hi pehchan me naina naino ke mehman bane pehli hi pehchan pehli hi pehchan me naina naino ke mehman bane pehli hi pehchan chupke se hriday me aaye, chupke se chupke se hriday me aaye pyar ki mithi taan bane pyar ki mithi taan bane, pehli hi pehchan pehli hi pehchan me naina naino ke mehman bane pehli hi pehchan man ki aasha jhum rahi hai nas nas me nas nas me ek yaad basi hai man ki aasha jhum rahi hai nas nas me nas nas me ek yaad basi hai unki chavi mai aaj banati unki chavi mai aaj banati jo hai mere pran bane jo hai mere pran bane pehli hi pehchan pehli hi pehchan me naina naino ke mehman bane pehli hi pehchan chanda ko sharmaye ye mukhda, taaro ko taro ko lalchaye ye mukhda chanda ko sharmaye ye mukhda, taaro ko taro ko lalchaye ye mukhda janta ye hai in naino ko janta ye hai in naino ko kaise ye anjan bane kaise ye anjan bane, pehli hi pehchan pehli hi pehchan me naina naino ke mehman bane pehli hi pehchan baato me amrit ki dhara roop manohar pyara pyara baato me amrit ki dhara roop manohar pyara pyara sapno ki pehnao mala sapno ki pehnao mala tum mere bhagwan bane tum mere bhagwan bane, pehli hi pehchan pehli hi pehchan me naina naino ke mehman bane pehli hi pehchan