SONG: Pehle To Bhajiya - हाय पहले तो भजियाँ पाव था मुश्किल

Pehle To Bhajiya - हाय पहले तो भजियाँ पाव था मुश्किल

LYRICS:
haye pahle to bhajiya paav tha mushkil milte hai ab to ghee ke parathe pahle to bhajiya paav tha mushkil milte hai ab to ghee ke parathe thankyou very much, kunfu karate pahle to bhajiya paav tha mushkil milte hai ab to ghee ke parathe ye duniya to jhukti hai koi jhukane wala ho dil to chura le jaunga chahe kaisa tala ho karate parathe karate parathe karate ha ye duniya to jhukti hai koi jhukane wala ho dil to chura le jaunga chahe kaisa tala ho dekha jo tune main to machal gayi chikni najar pe gori fisal gayi raat ko hongi pyar ki baate din me sair sapata pahle to bhajiya paav tha mushkil milte hai ab to ghee ke parathe thankyou very much, kunfu karate milte hai ab to ghee ke parathe upar wala meharba paancho ungli ghee me hai sajna pyar maang le jo bhi tere ji me hai karate parathe karate parathe karate ha upar wala meharba paancho ungli ghee me hai sajna pyar maang le jo bhi tere ji me hai daanv ne apna rang dikhaya pyar mohabbat karna sikhaya kaun hai aisa mard ka baccha tera patta kaate pahle to bhajiya paav tha mushkil milte hai ab to ghee ke parathe thankyou very much, kunfu karate milte hai ab to ghee ke parathe thankyou very much, kunfu karate