SONG: Pehle To Ankh Milana Phir Thoda Sa Sharmana Sharma Ke Chale Jana - पहले तो आँख मिलाना फिर थोड़ा सा शर्माना शर्मा के चले जाना

Pehle To Ankh Milana Phir Thoda Sa Sharmana Sharma Ke Chale Jana - पहले तो आँख मिलाना फिर थोड़ा सा शर्माना शर्मा के चले जाना

LYRICS:
pahle to aankh milana fir thoda sa sharmana sharma ke chale jana are wah wah wah wah pahle to pas bulana thoda sa pyar jatana ghabda ke chale jana are wah wah wah kaise gori apne dil ki baat labon par laun kaise gori apne dil ki baat labon par laun husn tumhara bijli jaisa dekh ke main dar jau main ek hindustani chori main kyu pyar jatau main ek hindustani chori main kyu pyar jatau itna kar sakti hu tujhko dekhu or muskau ghaunghat pat sarkana fir thoda sa muskurna muskake chale jana are wah wah wah wah pahle to paas bulana thoda sa pyar jatana ghabra ke chale jana are wah wah wah in aankhon ko o gori tu kitni achchi lage in aankhon ko o gori tu kitni achchi lage hum jaiso se aakhir kyu tu hath chudakar bhage jab tu haskr aankh milaye dil ye dhadkan lage jab tu haskr aankh milaye dil ye dhadkan lage dil chahe mai sharmake dil rakh du tere aage pahle ban than ke aana hame thoda sa tarsana tarsaa ke chale jana are wa wa wa pehle to pas bulana thoda sa pyar jatana ghabra ke chale jana are wa wa wa pahle to aankh milana fir thoda sa sharmana sharma ke chale jana are wa wa wa wa