SONG: Pehle Murgi Hui Thi Ki Anda, Jara Soch Ke Batana - पहले मुर्गी हुई थी की अंडा, जरा सोच के बताना

Pehle Murgi Hui Thi Ki Anda, Jara Soch Ke Batana - पहले मुर्गी हुई थी की अंडा, जरा सोच के बताना

LYRICS:
ye kya hai anda anda kaha se aaya murgi se murgi kaha se aayi ande se anda kaha se aaya murgi se murgi kaha se aayi ande se anda murgi anda murgi gadbad are ye to pagal hai pahle murgi pahle murgi hui thi ki anda jara soch ke batana ha jara soch ke batana jag me pahle gada kiska jhanda jara soch ke batana ha ha ha jara soch ke batana arz hai re nakli chehra nakli chehre pe jhuthi haasi are uparwale tere hi karan jan meri muskil me fasi jan meri muskil me fasi pahle murgi pahle murgi hui thi ki anda jara soch ke batana ha ha ha jara soch ke batana dekh akela aanhk dikhayi mahfil me aake dikhate ho pyar aji jan gaya hu dil me tumhare uthte hai kaise kaise vichar uthte hai kaise kaise vichar fod dunga tumhara bhanda jara soch ke batana pahle murgi hui thi ki anda jara soch ke batana ha ha ha jara soch ke batana pandit ojha ved me dekha samjh me kuch bhi aa na saka dunia ka ye chakkar kya hai koi hame batla na saka koi hame batla na saka pahle murgi pahle murgi hui thi ki anda jara soch ke batana ha jara soch ke batana pahle murgi hui thi ki anda jara soch ke batana ha jara soch ke batana