SONG: Peerah - मेरे खुदा ये क्या मैं बन गाया

Peerah - मेरे खुदा ये क्या मैं बन गाया

LYRICS:
mere khuda ye kya main ban gaya ye marghat sa sannata kyu chhaya hua ye kisse judha main jo tujhse juda ho gaya ye kisse judha main jo tujhse juda ho gaya ye bichda hai kaisi kyu bahta hai sab kuch yaha kyu jale ye mandir aur masjid ye kyun bante in sarhad ki taro mein kyu jiye in diwaro ki had mein kyu mere khuda mujhko bata hakikat na jane nazar kyu nahi aati kyu gumrahi har waqt bahkati khudi ye kaisi khuda ko bhi jhutlati hai khudi ye kaisi khuda ko bhi jhutlati hai kyu har shaqs bin shab ke soya hua hai yaha kyu jale ye mandir aur masjid ye kyu bante ye sarhad ki taro mein kyu jiye in diwaro ki had mein kyu mere khuda mujhko bata kyu do jag sa manzar mukddar hai ban gaya kyu insan nafrat ke dhaago mein bun gaya vipada hai kaisi main vaishyi kyu ban gaya vipada hai kaisi main vaishyi kyu ban gaya bin maut ke hi main ik lash sa ho gaya kyu huye ye rishte bazaru se khun bahe galiyo chauraho mein kyu rahe is dahshat ke saye mein kyu mere khuda mujhko bata