SONG: Pee Se Milna Gajab Hua

Pee Se Milna Gajab Hua

LYRICS:
aaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa haaa pee se milna ghazab hua raat dhale haan pee se milna ghazab hua raat dhale hui jab main juda un se mil ke galey haaye raam main to apna dupatta wahin bhool aayi daiyya daiyaa main to apna dupatta wahin bhool aayi jab nigaahen mili jab nigaahen jab nigaahen mili honth tharra ke chup ho gaye the ek toofaan thaa.. jis mein hum dono hi kho gaye the ek toofaan thaa ek toofaan thaa ek toofaan thaa jis mein hum dono hi kho gaye the arre ghar pahunchi hosh udey ghar pahunchi hosh udey jab ye khyaal aaya kya haaye raam main to apna dupatta wahin bhool aayi daiyya daiyaa main to apna dupatta wahin bhool aa un ki baton ka ras un ki baton ka un ki baton ka ras dil ki nas nas ko garma gaya tha ek achhoota nasha.. mere jazbaat par chhaa..aa gaya tha ek achhoota nasha ek achhoota nasha ek achhoota nasha mere jazbaat par chhaa..aa gaya tha arre ghar pahunchi hosh udey ghar pahunchi hosh udey jab ye khyaal aaya kya haaye raam main to apna dupatta wahin bhool aayi daiyya daiyaa main to apna dupatta wahin bhool aay