SONG: Pee Ke Aur Pyas Badhi, Saare Tan Me Aag Lagi - पी के और प्यास बढ़ी, सारे तन में आग लगी है

Pee Ke Aur Pyas Badhi, Saare Tan Me Aag Lagi - पी के और प्यास बढ़ी, सारे तन में आग लगी है

LYRICS:
pee ke aur pyas badhi sare tan me aag lagi haye aur na pilao mujhe pagal na banao meri aanhko se aankhe na milao aur na pilao mujhe pagal na banao ek to nashe me chur hota hai shabab uspe hai gajab tumhari aankho ki sharab ek to nashe me chur hota hai shabab uspe hai gajab tumhari aankho ki sharab hone lagi dil ki tamnnaye benakab mitha mitha dard utha haye tikha tikha teer chubha haye aur na pilao mujhe pagal na banao meri aanhko se aankhe na milao aur na pilao mujhe pagal na banao dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo mere samne se ab ye jam uthalo dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo mere samne se ab ye jam uthalo thodi der ke liye baho me chupalo pike or pyas badhi haye sare tan me aag lagi haye aur na pilao mujhe pagal na banao meri aanhko se aankhe na milao aur na pilao mujhe pagal na banao dard ki awaz dabayi na jayegi dil ki jalan aise mitayi na jayegi aag se to aag buhjayi na jayegi mitha mitha dard utha haye tikha tikha teer chubha haye aur na pilao mujhe pagal na banao meri aanhko se aankhe na milao aur na pilao mujhe pagal na banao