SONG: Payal Bajti Chali Ho Kaha - पायल बजाती चली हो कहाँ

Payal Bajti Chali Ho Kaha - पायल बजाती चली हो कहाँ

LYRICS:
is chand se mathe pe jo bal dekh raha hu hilta hua ek taj mahal dekh raha hu payal bajati chali ho kaha payal bajati chali ho kaha dil tham kar hum khade hai yaha aise na ja aye dilruba abhi pyar hona laga hai jawa payal bajati chali ho kaha dil tham kar hum khade hai yaha aise na ja aye dilruba abhi pyar hona laga hai jawa payal bajati chali ho kaha ched jara si hamne ki or bura tum man gaye ched jara si hamne ki or bura tum man gaye diwane se pyar hai tumko dar parda hum jan gaye dar parda hum jan gaye payal bajati chali ho kaha dil tham kar hum khade hai yaha aise na ja aye dilruba abhi pyar hone laga hai jawa payal bajati chali ho kaha chhodo bhi jidd man bhi jao aao baithe pyar kare chhodo bhi jidd man bhi jao aao baithe pyar kare ik manjil ke hum do rahi ulfat ka ikrar kare ulfat ka ikrar kare payal bajati chali ho kaha dil tham kar hum khade hai yaha aise na ja aye dilruba abhi pyar hone laga hai jawa payal bajati chali ho kaha