SONG: Patta Patta Boota Boota - पत्ता पत्ता बूटा बूटा, हाल हमारा जाने हैं

Patta Patta Boota Boota - पत्ता पत्ता बूटा बूटा, हाल हमारा जाने हैं

LYRICS:
patta patta boota boota, haal humara jaane hai jaane na jaane, gul hi na jaane baag to saara jaane hai patta patta jaane hai, boota boota jaane hai aashiq sada, sada koyi aur na hoga duniya mein jeeke jain ko ishq mein uske, apna waara jaane hai patta patta jaane hai, boota boota chaurgari bimaari ye dil ki, rasme sahar ye husn nahi warna dilbar, nadan bhi, is dard ka chaura jaane hai patta patta jaane hai, boota boota jaane hai kya kya fitne sar par uske, laata hai maashuq apna jispe dil pe taabo taapo, ishq ka maara jaane hai patta patta jaane hai, boota boota jaane hai patta patta boota boota, haal humara jaane hai