SONG: Pathar Ke Bhagwan Pighal Jaa, Aaj Pighalana Hoga - पत्थर के भगवान पिघल जा, आज पिघलना होगा

Pathar Ke Bhagwan Pighal Jaa, Aaj Pighalana Hoga - पत्थर के भगवान पिघल जा, आज पिघलना होगा

LYRICS:
patthar ke bagwan pighal ja aaj pighalana hoga patthar ke bagwan pighal ja aaj pighalana hoga mai to jal gayi aag me ab tujhko bhi jalna hoga patthar ke bagwan mera jalna koi jalna jaise gila indhan mera jalna koi jalna jaise gila indhan tu jal jayega malik duniya hogi rashan din ka kya hai raat ko abhi se din ko nikalna hoga patthar ke bagwan pighal ja aaj pighalana hoga patthar ke bagwan chalte firte aaye hazaro har saya begana chalte firte aaye hazaro har saya begana man se bhi mayus nahi hai rasta bhi anjana mai bhi andhi, tu bhi hai andha sath chalna hoga patthar ke bagwan pighal ja aaj pighalana hoga mai to jal gayi aag me ab tujhko bhi jalna hoga patthar ke bagwan