SONG: Patang Jaisa Hawa Me Lahraye (Ii)

Patang Jaisa Hawa Me Lahraye (Ii)

LYRICS:
ho.... ho.... purab se puraba aayi mausam ne lee angraee purab se puraba aayi mausam ne lee angraee koyal ne khouk lagayee kya hoga dil ka patang jaisa hawa me laharaye dupatta mera mal mal ka patang jaisa hawa me laharaye dupatta mera mal mal ka hoooo.. hohooo... udhate duppte me lipta gulab hai wadiyon me mehka mera pyaar ka sabab hai udhate duppte me lipta gulab hai wadiyon me mehka mera pyaar ka sabab hai kudrat ke rangho se hassi rang tere aanchal ka patang jaisa hawa me laharaye duppta tera mal mal ka patang jaisa hawa me laharaye duppta mera mal mal ka tikte nahi hai zameen pe mere pao re accha nahi lage ab ghar gali gaawn re tikthe nahi hai zameen pe mere pao re accha nahi lage ab ghar gali gaawn re jab se naina char huye hai chain nahi pal ka patang jaisa hawa me laharaye dupatta mera mal mal ka patang jaisa hawa me laharaye dupatta tera mal mal ka aisa hi hota hai pehle pehle pyaar main jab do jawa dil milte bahar me aisa hi hota hai pehle pehle pyaar main jab do jawa dil milte bahar me hum dono ka haal hai aisa jaise pagal ka patang jaisa hawa me lahraye duptta mera mal mal ka patang jaisa hawa me lahraye duptta tera mal mal ka purab se puraba aayi mausam ne lye angdraye koyal ne khouk lagayee dil ho gay dil ka patang jaisa hawa me laharaye duppta tera mal mal ka patang jaisa hawa me laharaye duppta mera mal mal ka duppta tera mal mal ka duppta mera mal mal ka duppta tera mal mal ka