SONG: Patang Jaisa Hawa Me Lahraye (I)

Patang Jaisa Hawa Me Lahraye (I)

LYRICS:
purv se purva aai mousam ne li aangdai purv se purva aai mousam ne li aangdai koyal ne aawaz lagai kya hoga dil ka patang jaisa hawa me lahraye dupatta mera malmal ka patang jaisa hawa me lahraye dupatta mera malmal ka udte dupatte me lipta gulab hai waadiyo me mehka mere pyar ka sawab hai udte dupatte me lipta gulab hai waadiyo me mehka mere pyar ka sawab hai kudrat ke rango se hansi tera aanchal hai patang jaisa hawa me lahraye dupatta tera malmal ka patang jaisa hawa me lahraye dupatta mera malmal ka tikte nahi hai jami pe mere paao re accha nahi lage ghar gali gaon re tikte nahi hai jami pe mere paao re accha nahi lage ghar gali gaon re jab se naina char huye hai chain nahi man ka jab se naina char huye hai chain nahi man ka patang jaisa hawa me lahraye dupatta mera malmal ka