SONG: Paschim Se Nikal Kar Suraj Bhi Purab Me Dhal Jaye - पश्चिम से निकल कर सूरज भी पूरब में ढल जाये

Paschim Se Nikal Kar Suraj Bhi Purab Me Dhal Jaye - पश्चिम से निकल कर सूरज भी पूरब में ढल जाये

LYRICS:
pashchim se nikal kar suraj bhi pashchim se nikal kar suraj bhi purab me dhal jaye namumkin hai rana partap partighya se tal jaye pashchim se nikal kar suraj bhi jo aazadi ke liye lada hai wo randhir kaha jo jivan bhar zinda shahid hai wo ranbir kaha jo khun bahaye use bhala kya tu chhal paye namumkin hai rana partap partighya se tal jaye pashchim se nikal kar suraj bhi aazadi ka jhanda jisne jivan bhar lahraya aur mewad ke sankat ko jisne hanste mukh apnaya jo sar na jhukana jane usko kaun kuchal paye namumkin hai rana partap partighya se tal jaye pashchim se nikal kar suraj bhi janta ke man me basa hua jangle me vaas kare jago oye jago ajgo ae sher mawadi dharti teri aash kare dharti teri aash kare mausam badle shashan badle sansar badal jaye namumkin hai rana partap partighya se tal jaye pashchim se nikal kar suraj bhi purab me dhal jaye namumkin hai rana partap partighya se tal jaye pashchim se nikal kar suraj bhi