SONG: Paschim Se Azadi Aayi - पश्चिम से आज़ादी आई

Paschim Se Azadi Aayi - पश्चिम से आज़ादी आई

LYRICS:
paschim se azadi aayi, fashion ki sahjadi aai he he he paschim se azadi aayi, fashion ki sahjadi aai unchi edi bikhre baal, lovely lovely chal wo lad gaye log purane, ab aaye naye jamane ye rang badlti nayi hawaye gaye hain naye tarane la la la la la la wo beet gaye afsane, ab geet hain naye banane ye sari aur salvar badlkar frock pant pahnane jhat se ye baal karo down maidam sar se pahno gown, maidam ha ha ha ha he paschim se azadi aayi, fashion ki sahjadi aai unchi edi bikhre baal, lovely lovely chal ye ghar ke jhanjhat tyago ek din ke liye kahi bhago bandhan ki kadiya tod fod dharti ki pariya jago la la la la la la makeup har waqt sambhalo shisha har bar nikalo in laaj bhari do ankho, par ek kala chashma dalo maidam muh m elo ciggrete khula hain aazadi ki gate, maidam ha ha ha ha he paschim se azadi aayi, fashion ki sahjadi aai unchi edi bikhre baal, lovely lovely chal hontho pe lagao lali balo pe chadhao jali nakhun badha ke sister jhatpat dhundho apna mister ha ha ha ha kho jao dans me ho ho hay romance me aha aha kho jao dans me ho hay romance me very god mast baharo se ye aati hain sada banke fashinable wife, bana do aaj kisi ki life banke fashinable wife he paschim se azadi aayi, fashion ki sahjadi aai unchi edi bikhre baal, lovely lovely chal