SONG: Parvat Parvat Dera Dala, Basti Basti Ghume - पर्वत पर्वत डेरा डाला, बस्ती बस्ती घूमें

Parvat Parvat Dera Dala, Basti Basti Ghume - पर्वत पर्वत डेरा डाला, बस्ती बस्ती घूमें

LYRICS:
parwat parwat dera dala, basti basti ghume talve shero ke sahlaye saanpo ke muh chume tis baras pani me baithe rakhkar sir pe aag tab humko ye gyan mila hai tab jage hai bhag dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam hoye hoye hoye hoye hoye dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam hath dikha lo bhag jaga lo dur se aaye hum puchho puchho, puchho puchho ha puchho na darna kya ghabrana kya arey jogi se sharmana kya puchho puchho arey puchho chhaka khelu sata aaye chaua khelu aaye panja arey haar haar ke dekho baba hone laga sar ganja re bolo kab tak dhir ladegi beta jab tak karj ki padegi dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam karja manga, chori ki kuch, jewar bartan beche lekin jab jab daav lagaya lekin jab jab daav lagaya rah gaya ghoda pichhe mera ghoda baba kab aayega jab tera takta ho jayega dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam roj ke pani se baba ab nak me aa gaya dam badal kab barsaega tu badal kab barsaega tu thara, wishky, rum thara, wishky, rum peene ka maja kab aayega peene ka maja kab aaye jab lockp me tu jayega dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam aansu ki do bunde lekar duniya sau tufan uthaye in aankho ko koi na dekhe jinse lahu bah jaye kabhi dil ki duniya me aao to jane yaha koi dipak jalao to jane kabhi dil ki duniya dikhate ho auro ko manjil bhi unki manjil bhi unki dikhate ho auro ko manjil bhi unki manjil bhi unki hume sirf rasta sujhao to jane hume sirf rasta kiya dil ko jis dard ne tukde tukde haye tukde tukde kiya dil ko jis dard ne tukde tukde haye tukde tukde dava uski kya hai batao to jane dava uski kya hai jan gaya mai jan gaya baba tum kya jan gaye jan gaya mai jan gaya in ashko ko pahchan gaya sari umar ka rona dekar do din ka mahman gaya do din ka mahman gaya jan gaye to raham bhi khao mujhko pata us ka batlao ho teri mohabbat kahti hai re beta tujhko tera pyar milega dildar milega, sach baba mujhko mera pyar milega dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam dam chak dam chak dam chak dam dam chak dam