SONG: Parmatma Hai Pyare Teri Atma Ke Andar - परमात्मा हैं प्यारे तेरी आत्मा के अंदर

Parmatma Hai Pyare Teri Atma Ke Andar - परमात्मा हैं प्यारे तेरी आत्मा के अंदर

LYRICS:
insan chota koi nhi chote hote hai kaam rawan apne ko badle to ban sakta hai ram parmatma hai pyare teri aatma ke ander parmatma hai pyare teri aatma ke ander parmatma hai pyare abmbar hai ek tare me ek bund me samander abmbar hai ek tare me ek bund me samander parmatma hai pyare teri aatma ke ander parmatma hai pyare insan se bhi jyada vishvas me hai shakti bagwan bana degi tujhko hi teri bhakti parmatma hai pyare teri aatma ke ander parmatma hai pyare kyo lut pe zita hai kyo paap kamata kyo lut pe zita hai kyo paap kamata apni hi nigaho me kyo khud ko girata hai kyo khud ko girata hai parmatma hai pyare teri aatma ke ander parmatma hai pyare apni shakti tum mujhme bhar do meri kamjori ko dur kar do duniya se burai ka mai naam mita du shaitano ko mai insan bana du parmatma hai pyare teri aatma ke ander parmatma hai pyare