SONG: Pareshan Hu Ki Kyu Meri Pareshani - परेशान हूँ कि क्यों मेरी परेशानी

Pareshan Hu Ki Kyu Meri Pareshani - परेशान हूँ कि क्यों मेरी परेशानी

LYRICS:
pareshan hu pareshan hu ki kyu meri pareshani nahi jati pareshan hu ladakpan to gaya par mere nadani nahi jati ladakpan to gaya par mere nadani nahi jati mai hairan hu ke kyu aankho ki hairani nahi jati pareshan hu halawat hai mohabbat ki halawat hai mohabbat ki ya lazat hai ye hasrat ki kasak ek si hai dono me ke pahchani nahi jati pareshan hu yahi meri tamanna hai mujhe barbad rahne do mujhe barbad rahne do magar dil ki bhi har ek baat to mani nahi jati magar dil ki bhi har ek baat to mani nahi jati pareshan hu ki kyu meri paresahni nahi jati pareshan hu