SONG: Pardesi Piya Re Ab Mose Na Guzare Re - परदेसी पिया रे अब मोसे ना गुज़रे रैन

Pardesi Piya Re Ab Mose Na Guzare Re - परदेसी पिया रे अब मोसे ना गुज़रे रैन

LYRICS:
pardesi piya re ab mose na gujre rain pardesi piya re ab mose na gujre rain jiya bda bechain ab mose na gujre rain jiya bda bechain ab mose na gujre rain sardi gujar li garmi gujar li bite naa sawan ki raat sardi gujar li garmi gujar li bite naa sawan ki raat wo kaali kaali badli mohe chhed gayi wo kaali kaali badli mohe chhed gayi kaah se kahu dil ki baat more barsan laage dono naian more barsan laage dono naian pardesi piya re ab mose na gujre rain thandi hawa bhi hai barsaat ka maja bhi hai thandi hawa bhi hai barsaat ka maja bhi hai aur bijli bhi chamke hai kahi kahi aur bijli bhi chamke hai kahi kahi par mere dukh bhare dil se puche koi par mere dukh bhare dil se puche koi tu nahi to kuch bhi nahi mere bas mein ho chura lu tora chain mere bas mein ho chura lu tora chain pardesi piya re ab mose na gujre rain