SONG: Parde Me Kaun Sa Jalwa - परदे में कौन सा जलवा

Parde Me Kaun Sa Jalwa - परदे में कौन सा जलवा

LYRICS:
parde me kaun sa jalva dekh liya ke nach utha diwana yara dildara parde me kaun sa jalva dekh liya ke nach utha diwana yara dildara tum kya ho ambar dharti sabko nacha de roop mera mastana yara dildara tum kya ho ambar dharti sabko nacha de roop mera mastana yara dildara aisa laga ke jaise achanak sehra me gulshan khile pyare abhi to sau gul khilenge chalne do silsile koi ada haiu baki abhi kya dekha hai tumne abhi sathi koi kya haye alla kon sa jalva dekh liya kenach utha dilwala yara dildara tum kya ho ambar dharti sabko nacha de roop mera mastana yara dildara ab to mera tan mujhse na sambhle tum hi o sabhalo janab pehle hi mai to tujhpe fida hu dana na dhalo jara aise sama ja mujhme o balam dekhe koi to to na lage ham tum kya ho ambar dharti sabko nacha de roop mera mastana yara dildara parde me kaun sa jalva dekh liya ke nach utha diwana yara dildara tum kya ho ambar dharti sabko nacha de roop mera mastana yara dildara