SONG: Parchhai, Na Jaanu Main Hoon Ya Meri Parchhai Hai - परछाई, ना जानू मैं हूँ या मेरी परछाई है

Parchhai, Na Jaanu Main Hoon Ya Meri Parchhai Hai - परछाई, ना जानू मैं हूँ या मेरी परछाई है

LYRICS:
kehne ko toh mai jee raha hoon dhadkan se saansein hi juda hai manzil tak pahuncha toh yeh jaana raste mei khud ko kho diya hai khud ki kya pehchan doon mai khud se hi anjaan hoon mai jeeta hoon magar abb zinda hi nahin jo socha woh samjha hi nahin roothe khayalon mei kaisi tanhai hai na jaanu mai hoon ya meri parchhai hai roothe khayalon mein kaisi tanhai hai na jaanu mai hoon ya meri parchhai hai sooni sooni si raaton mei khaalipan mujhko khalta hai sab hai magar kuch bhi nahintanha tanha se iss dil mei koi kaanta kyun chubhta hai aankhon mein har pal hai nami khud ki kya pehchan doon mai khud se hi anjaan hoon mai jeeta hoon magar abb zinda hi nahin jo socha woh samjha hi nahin roothe khayalon mei kaisi tanhai hai na jaanu mai hoon ya meri parchhai hai roothe khayalon mei kaisi tanhai hai na jaanu mai hoon ya meri parchhai hai