SONG: Paravaane O Paravaane Do Din Ki Javaani Hai - परवाने ओ परवाने दो दिन की जवानी है

Paravaane O Paravaane Do Din Ki Javaani Hai - परवाने ओ परवाने दो दिन की जवानी है

LYRICS:
parwane o parwane parwane o parwane parwane o parwane do din ki jawani hai jal ja tu mohabbat me, jal ja jal ja tu mohabbat me ye aag purani hai parwane o parwane mujhse na bacha daaman dil hai tera diwana chhup chhup ke mera milna mil mil ke bichhad jana ik raaz hai ulfat ka tu jiski nishani hai jal ja tu mohabbat me, jal ja jal ja tu mohabbat me ye aag purani hai parwane o parwane ab dur na ho mujhse, bas kar meri saanso me najro se mila najre aur dekh in aankho me kuch tera fasana hai kuch meri kahani hai jal ja tu mohabbat me, jal ja jal ja tu mohabbat me ye aag purani hai parwane o parwane