SONG: Papihaa Re Mere Piyaa Se Kahiyo Jaay - पपीहा रे मेरे पिया से कहियो जाय

Papihaa Re Mere Piyaa Se Kahiyo Jaay - पपीहा रे मेरे पिया से कहियो जाय

LYRICS:
papihaa re mere piyaa se kahiyo jaay mere piyaa se kahiyo jaay saavriyaa teri radha roy saavriyaa re saavriyaa teri radha roy ro ro umar gavay papihaa re papihaa re papihaa re mere piyaa se kahiyo jaay mere piyaa se kahiyo jaay mai hun kitni paas piyaa ke phir bhi kitni dur phir bhi kitni dur ek nadi ke do kinaare ek nadi ke do kinaare milne se majbur haay milne se majbur palak-jharokhe akhiyaan dekhe nis-din aas lagaaye nis-din aas lagaaye papihaa re papihaa re papihaa re mere piyaa se kahiyo jaay mere piyaa se kahiyo jaay aaj kidhar mai chali akeli kaanp rahi meri jivan beli aaj kidhar mai chali akeli agar meraa dipak bujh jaaye kisi ped ke niche pyaare papihaa sajan se kahanaa pyaare papihaa sajan se kahanaa unkaa daaman khiche unkaa daaman khiche tere yaad me raadhaa mar gai dil kaa dard chhupaaye dil kaa dard chhupaaye papihaa re papihaa re papihaa re mere piyaa se kahiyo jaay mere piyaa se kahiyo jaay