SONG: Paon Mein Jhanjar Jhanjar Mein Ghungru - पाँव में झांझर झांझर में घुँघरू

Paon Mein Jhanjar Jhanjar Mein Ghungru - पाँव में झांझर झांझर में घुँघरू

LYRICS:
paav me jhanjhar jhanjahr me ghunghru ghunghru me nag me chham chham ke teri jhanjhar ke sadke jaan jani oye oye oye oye oye hatho me kangana kangana me nag hain nag jaise moti shabnam ke tere kangana ke sadke jaan jani oye oye oye oye oye paav me jhanjhar sanwar ke ban ke cahle akad ke tan ke chale sanwar ke ban ke cahle akad ke tan ke chale jo bas chale to har jigar laga le tujhko gale ho balkhati chaale chaalo me bijli bijli me jane lakho ke teri chaalo ke sadke jaan jani oye oye oye oye oye paav me jhanjhar kali ki aankh khule jo man me rang ghule kali ki aankh khule jo man me rang ghule kuch aise tu hanse ke jhilmila ke deep jale ho resham ko ghunghat ghunghat me chanda chanda pe tara bindiya ka teri bindiya ke sadke jaan jani oye oye oye oye oye hatho me kangana ye julf ghani ghani ye bhave tani tani ye julf ghani ghani ye bhave tani tani agar nazar mili to samjho ja pe aan bani ho julfo me gajra gajre me kaliyan kaliyan kunwari sapno ki tere julfo ke sadke jaan jani oye oye oye oye oye paav me jhanjhar jhanjahr me ghunghru ghunghru me nag me chham chham ke teri jhanjhar ke sadke jaan jani oye oye oye oye oye hatho me kangana kangana me nag hain nag jaise moti shabnam ke tere kangana ke sadke jaan jani oye oye oye oye oye paav me jhanjhar