SONG: Pani Pe Barse Jab Pani Jab Ho Fizaye Deewani - पानी पे बरसे जब पानी जब हो फिज़ाए दीवानी

Pani Pe Barse Jab Pani Jab Ho Fizaye Deewani - पानी पे बरसे जब पानी जब हो फिज़ाए दीवानी

LYRICS:
pani pe barse jab pani jab ho fizaye diwani fir to aise mausam me karta hai dil bhi nadani pani pe barse jab pani jab ho fizaye diwani fir to aise mausam me karta hai dil bhi nadani kuch dhundti hai do aankhe kuch khojta hai man mera wo kaun hai kaha par hai jiske khyal ne ghera pani pe barse jab pani jab ho fizaye diwani fir to aise mausam me karta hai dil bhi nadani bijli chamak chamak kar kyu hame muh chidaye jati hai natkhat ishare kar kar ke kyu muskuraye jati hai pani pe barse jab pani jab ho fizaye diwani fir to aise mausam me karta hai dil bhi nadani