SONG: Panghat Pe Na Jaiyo Ghunghat Utar Ke - पनघट पे ना जइयो गोरी घूँघट उतार के

Panghat Pe Na Jaiyo Ghunghat Utar Ke - पनघट पे ना जइयो गोरी घूँघट उतार के

LYRICS:
panghat pe na jaiyo gori ghunghat utar ke ha ghunghat utar ke panghat pe na jaiyo gori ghunghat utar ke ha ghunghat utar ke chhupa ke rakhna in naino ko ghunghtwa ki oth me kisi ke bhole bhale dil pe lag jaye na chot ho lag jaye na chot ye ghadi hai chail chabili hum pyase dildar ke panghat pe na jaiyo gori ghunghat utar ke ha ghunghat utar ke uncha uncha panghat hai ya nichi nichi gori kahi na ho jaye ho gori tere man ki chori ha tere man ki chori sun o chaman ki gori din aaye bahar ke panghat pe na jaiyo gori ghunghat utar ke ha ghunghat utar ke ghunght me chandar mukh rakho nahi chupaye chand pe badal chha jaye to jag andhiyara chhaye suno suno he ri duniya duniya se kya darna ghunght ke pat khol ke tum panghat pe pani bharna panghat pe pani bharna sharmao nahi ghabrao nahi chalo panghat pe tum ghunght utar ke ha ghunght utar ke panghat pe na jaiyo gori ghunghat utar ke ha ghunghat utar ke