SONG: Pandit Ho Ya Laala Ya Gandhi Topi Wala - पंडित हो या लाला या गाँधी टोपी वाला

Pandit Ho Ya Laala Ya Gandhi Topi Wala - पंडित हो या लाला या गाँधी टोपी वाला

LYRICS:
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala pandit ho ya lala ya gandhi topi wala hoye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala abe chhakwa ghe chiku joru kahti khau na khana bhul gaye kyu chiku lana are joru kahti khau na khana bhul gaye kyu chiku lana isi ki to farmaish karte o isi ki to farmaish karte jaali ho ya kaala kahlaye matwala pandit ho ya lala ya gandhi topi wala oye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala abe chhaku ghe chiku chehre ka ye husn badaye sari duniya shauk se khaye chehre ka ye husn badaye sari duniya shauk se khaye nargis khaye nimi khaye o nargis khaye nimi khaye khaye madhubala kahlaye matwala pandit ho ya lala ya gandhi topi wala are pandit ho ya lala ya gandhi topi wala jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala abe chhaku ghe chiku le ja jholi bhar bhar le ja daam na ho to dil hi deja le ja jholi bhar bhar le ja daam na ho to dil hi deja jaise chahe sauda kar le o jaise chahe sauda kar le kar na gadbad jhala kahlaye matwala pandit ho ya lala ya gandhi topi wala oye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala ae bhiku ab to kha chiku