SONG: Panchhi Meri Khushi Ka Jamana Kaha Gaya - पंछी मेरी खुशी का ज़माना कहाँ गया

Panchhi Meri Khushi Ka Jamana Kaha Gaya - पंछी मेरी खुशी का ज़माना कहाँ गया

LYRICS:
panchhi meri khushi kaa jamana kaha gaya jamana kaha gaya panchhi meri khushi kaa jamana kaha gaya jamana kaha gaya aankho ne jo likha wo fasana kaha gaya fasana kaha gaya ab unko ruthne ki jarurat bhi pad gayi ab unko ruthne ki jarurat bhi pad gayi wo mere ruthne ka bahana kaha gaya bahana kaha gaya wo mere ruthne ka bahana kaha gaya bahana kaha gaya mai dil se puchhti hu kaha hai mera suhaag kaha hai mera suhaag mai dil se puchhti hu kaha hai mera suhaag kaha hai mera suhaag dil mujh se puchhta hai divana kaha gaya divana kaha gaya dil mujh se puchhta hai divana kaha gaya divana kaha gaya tu meri kaid me hai to mai gum ki kaid me mai gum ki kaid me tu meri kaid me hai to mai gum ki kaid me mai gum ki kaid me wo tera geet mera tarana kaha gaya tarana kaha gaya panchhi meri khushi kaa jamana kaha gaya jamana kaha gaya