SONG: Panchhi Gane Lage - पंछी गाने लगे

Panchhi Gane Lage - पंछी गाने लगे

LYRICS:
panchhi gane lage prbhati aaya sars savera jaag sundri madhur milan ka aaya hai din tera suraj ne tere aangan me so naaz basera chun chun kaliya haar banale naam amar ho tera saz solah shreengar saz solah shreengar sohagan chali piya ke dware chali piya ke dware saz solah shreengar sohagan chali piya ke dware chali piya ke dware saza liye apne se tune saza liye apne se tune kanchan kiran sitar ho kanchan kiran sitar laga liya chanda ka tika aur ghata ka kajal laga liya chanda ka tika aur ghata ka kajal pehan chali bijli ke gehne aur lehrti payal pehan chali bijli ke gehne aur lehrti payal koyal kuhuk rahi punjo me koyal kuhuk rahi punjo me saz solah shreengar saz solah shreengar sohagan chali piya ke dware chali piya ke dware hirni si man harni naari dwar piya ke aayi gunj rahi hai uske man me sapno ke sehnayi aayi hai wo paas piya ke aayi hai wo paas piya ke sundar haar sawar ho sundar haar sawar saz solah shreengar saz solah shreengar sohagan chali piya ke dware chali piya ke dware aayi akar khadi ho gayi ye kaisi hai lila kahan gaye kahan gaye naino ke wasi tuta sowpn sajina wohi lata hai wohi jhadiya aur wahi hariyali sehme sehme se patte hai nahi bajate taali chhut gayi lat tut gayi sundar sapno ki dori chand sitar badli me jakar ro ro mari sapori kabhi nachti thi dulhan si agni kund ki jwala aaj chita ban gayi preet ki tuti kar ki mala tuti kar ki mala