SONG: Panaghat Pe More Shyam Bajayen Muraliya - पनघट पे मोरे श्याम बजायें मुरलियाँँ

Panaghat Pe More Shyam Bajayen Muraliya - पनघट पे मोरे श्याम बजायें मुरलियाँँ

LYRICS:
panghat pe more shyam bajaye muraliya panghat pe more shyam bajaye muraliya jal jamuna jal jamuna pag chuman aaye jal jamuna pag chuman aaye pawan chalat ithlaye pawan chalat ithlaye ithlaye ithlaye kaliyo ne bhware se puchha kaliyo ne bhware se puchha kaun hai ye man chhaliya kaun hai ye man chhaliya bajaye muraliya panghat pe more shyam bajaye muraliya murli baji ban ki kaya sab sunne ko bhagi sun kar kaliya sun kar kaliya bhor se pahle apne biya se jaagi yahi raat hai yahi raat hai jab radha ki shaam se ankhiya laagi bholi bhali bholi bhali brij nari ka man har lino chhaliya bajaye muraliya panghat pe more shyam bajaye muraliya bajaye muraliya