SONG: Palakon Ke Pichhe Se Kyaa Tumane Kah Daalaa - पलकों के पीछे से क्या तुमने कह डाला फिर से तो फ़रमाना

Palakon Ke Pichhe Se Kyaa Tumane Kah Daalaa - पलकों के पीछे से क्या तुमने कह डाला फिर से तो फ़रमाना

LYRICS:
palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana tauba meri tauba mushkil tha ek to pahle hi dil ka bahlana aafat phir uspe lat me tumhara mukhda chhupa ke chalna tauba meri tauba mushkil tha ek to pahle hi dil ka bahlana aafat phir uspe lat me tumhara mukhda chhupa ke chalna aise na bolo pad jaaye mujhko, sharmana palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana duniya na dekhe dhadke mera man rasta sajan mera chhod o tan thartharaaye ungali hamaari dekho piya na marodo duniya na dekhe dhadke mera man rasta sajan mera chhod o tan thartharaaye ungali hamaari dekho piya na marodo yu na sataao mujhko bana ke, diwaana palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana bach bach ke hamse o matvaali hai ye kaha ka iraada naazuk labo se phir karti jaao milne ka koi vaada bach bach ke hamse o matvaali hai ye kaha ka iraada naazuk labo se phir karti jaao milne ka koi vaada dil ye mera ghar hai tumhara, aa jaana palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana