SONG: Pakdo Na Hath Mora Chod Mori Bayia - पकडो ना हाथ मोरा छोड़ मोरी बईया

Pakdo Na Hath Mora Chod Mori Bayia - पकडो ना हाथ मोरा छोड़ मोरी बईया

LYRICS:
pakdo na hath mora chhod mori baiya sharam ke mare mai to mar jau saiya pakdo na hath mora chhod mori baiya sharam ke mare mai to mar jau saiya pyar ki kha lo kasam dhokha doge na balam pehle ikraar karo yu na takrar karo varna mai dur bhali lo chali mai to chali lo chali mai to chali mai to chali mai to chali pakdo na hath mora chhod mori baiya sharam ke mare mai to mar jau saiya mera aanchal na chhuo udta badal na chhuo apni nazaro se kaho apni had se na badho varna mai dur bhali lo chali mai to chali lo chali mai to chali mai to chali mai to chali pakdo na hath mora chhod mori baiya sharam ke mare mai to mari jau saiya dekh ke kali ghata dil mera jhum utha magar aaye sharam mujhko chhedo na sanam varna mai dur bhali lo chali mai to chali lo chali mai to chali mai to chali mai to chali pakdo na hath mora chhod mori baiya sharam ke mare mai to mari jau saiya sharam ke mare mai to mari jau saiya