SONG: Paise Ke Kya Kehne Ho Paisa Peer Hai - पैसे के क्या कहने हो पैसा पीर हैं

Paise Ke Kya Kehne Ho Paisa Peer Hai - पैसे के क्या कहने हो पैसा पीर हैं

LYRICS:
paise ke kya kehne ho paisa peer hai ye jiska ban jaye wo taqdeer hai paise ke kya kehne ho paisa peer hai ye jiska ban jaye wo taqdeer hai jisko chahe izzat dekar duniya ka sartaj kare jisko chahe zilat dekar roti se mohtaj kare ho roti se mohtaj kare hath me iske do dhari shamshir hai ye jiska ban jaye wo taqdeer hai paise ke kya kehne ho paisa peer hai ye jiska ban jaye wo taqdeer hai aaj aaye kal jaye phir bhi log isi ko pyar kare iski khatir jan ladaye ek duje pe war kare ho ek duje pe war kare ye ek chalti phirti si taqdeer hai ye jiska ban jaye wo taqdeer hai paise ke kya kehne ho paisa peer hai ye jiska ban jaye wo taqdeer hai har mushkil hai aasa uski jiske palle paisa hai anhoni ko honi karde zor isme aisa hai ab zor isme aisa hai jiski chan chan chan me wo taasir hai ye jiska ban jaye wo taqdeer hai paise ke kya kehne ho paisa peer hai ye jiska ban jaye wo taqdeer hai